Roman script
aye hawa mere sang sang chal, mere dil me hui halchal aye hawa mere sang sang chal, mere dil me hui halchal kahe dariya ka pani kal kal, tujhe aas milan ki pal pal aye hawa mere sang sang chal, mere dil me hui halchal aye hawa mere sang sang chal, mere dil me hui halchal ruk na saku mai daudi aaungi, fir kuch soch ke mai ghabrau ruk na saku mai daudi aaungi, fir kuch soch ke mai ghabrau aye hawa mere sang sang chal, mere dil me hui halchal tune ye kaisa jadu kiya hai, bin dor ke mujhe bandha diya hai tune ye kaisa jadu kiya hai, bin dor ke mujhe bandha diya hai aye hawa mere sang sang chal, mere dil me hui halchal kathputli si nach rahi hu, kaise kahu tujhe dhundh rahi hu kathputli si nach rahi hu, kaise kahu tujhe dhundh rahi hu aye hawa mere sang sang chal, mere dil me hui halchal kahe dariya ka pani kal kal, tujhe aas milan ki pal pal aye hawa mere sang sang chal, mere dil me hui halchal
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Babu (1985)
- Composer: Rajesh Roshan
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actor: Rajesh Khanna
- Actor: Hema Malini
- Actor: Deepak Parashar
- Actor: Rati Agnihotri
- Actor: Paintal
- Actor: Madan Puri
- Actor: Mala Sinha
- Actor: Agha
- Actor: Baby Geeta
- Actor: Mukri
- Actor: Naveen Nischol
- Actor: Rajendra Nath
- Actor: Om Shiv Puri
Song video
actor: Rati Agnihotri, Deepak Parashar