Roman script

ae hamsafar bata de manjil teri kidhar hai 
jiski nahi hai manjil ye ishk wo safar hai
ae hamsafar bat de
ye pyar ki tamnna jis dil mein muskaye
wo dil chirag bankar duniya mein jagmagaye
shab ko bhi din ban de ulafat mein wo safar hai
jiski nahi hai manjil ye ishk wo safar hai
ae hamsafar bat de
manjur ishk ko hai khushiya mile ya aahe
hans ke jo gam bhi sah le ye ishk ka jigar hai
jiski nahi hai manjil ye ishk wo safar hai
ae hamsafar bat de
ik saath chale hai duniya basa ke dil ki 
rangin hasrto se mahfil saja ke dil ki 
is wakt pyar apna duniya se bekhabar hai 
jiski nahi hai manjil ye ishk wo safar hai
ae hamsafar bat de

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi