Roman script

ae ghana ghana ghan ghananan garje

ba ba darba baadal ke dil me 

khil gai khil gai bijli ki rekha 

are gori ki aankhe mit gai mit gai 

ye kisne dekha ye kisne dekha 

baat ye so baato ki baat 

raat ye so raato ki raat 

baat ye so baato ki baat 

raat ye so raato ki raat 

naar nin naa naar nin naa 

naar naweli aai re 

naar nin naa naar nin naa 

naar naweli aai re 

chamak chamak ke chale ye 

jaise bijli ki lugai re 

chamak chamak ke chale ye 

jaise bijli ki lugai re

naar nin naa naar nin naa 

naar naweli aai re 

kyu jungl ki lakdi 

kaant katili hoye

naar nin naa naar nin naa 

naar naweli aai re

Explore this song