Roman script

ae duniya ke malik tu bata

ab jaye to jaye kaha

barbad hui dil ki duniya

ab jaye to jaye kaha

hasna bhi hai rone jaisa

gaana bhi hai fariyad

ho gaana hai fariyad

aaya mohabbat ka ye aalam

aaye kisi ki yaad ho

aaye kisi ki yaad

ek jalim ne dil tod diya

ab jaye to jaye kaha

ae duniya ke malik tu bata

ab jaye to jaye kaha

apna banakar humko usne

fer li najare haye

fer li najre haye

dil hai magar diwana uska

kaun ise samjhaye

haye kaun ise samjhaye

duniya se mita hai naame wafa

ab jaye to jaye kaha

ae duniya ke malik tu bata

ab jaye to jaye kaha

barbad hui dil ki duniya

ab jaye to jaye kaha

Explore this song