Roman script

e dilruba kal ki baat kal ke sath gai 

e dilruba kal ki baat kal ke sath gai

aaj se aao koi milke kare koi baat nai 

aaj se aao koi milke kare koi baat nai e dilruba

gulshan me teri aankho me kajal ko

dekh liya tarsega tarsega 

sawan me teri julfo me badal ko dekh liya barsega barsega 

aaj ke baad se har din ho aaj ke baad se har din ho naya 

raat ho nai e dilruba kal ki baat kal ke sath gai e dilruba

nazar ko har ghadi ek intzar tha 

nazar ko har ghadi ek intzar tha

samjh na paye tum yahi to pyar tha tune 

samjha diya janeman shukriya 

e dilruba kal ki baat kal ke sath gai aaj se 

aao koi milke kare koi baat nai e dilruba

raato ko meri palko pe sapna 

ban ke koi chha jana chha jana 

sapno me kabhi pal bhar bhi kabhi 

meri nazaro se dur na jana na jana 

aaj ke baad se har din ho naya raat ho nai e dilruba 

kal ki baat kal ke sath gai aaj se aao 

koi milke kare koi baat nai e dilruba

Explore this song