Roman script

bhulne wale ye dunia 

teri aabad rahe

humne bhi pyar kiya tha

ye unhe yad rahe

aye dil unko yad na karna

lut jana fariyad na karna

aye dil unko yad

dil se ye aawaz aati hai

dil se ye aawaz aati hai

yad kisi ki tadpati hai

yad kisi ki tadpati hai

dil kahta hai yad kiye ja

mai kahti hu yad na karna

lut jana fariyad na karna

aye dil unko yad

jaha rahe aabad rahe wo

jaha rahe aabad rahe wo

roti rahu mai shad rahe wo

roti rahu mai shad rahe wo

o sansar basane wale

mera ghar aabad na karna

lut jana fariyad na karna

aye dil unko yad na karna

Explore this song