Roman script

abhi aaye nhi dil dhadakne laga

jab aaye sajanva to kya hoga

jab aaye sajanva to kya hoga

abhi aaye nhi dil dhadakne laga

aakha jhukh jayegi sash ruk jayegi

aakha jhukh jayegi sash ruk jayegi

or ham kya bataye ki kya hoga

aji kya hoga 

abhi aaye nhi dil dhadakne laga

mere neyano me sajan smaya

jese pani me chanda ki chhaya

muskuraye nhi or bhar aa gayi

muskuraye sajanva to kya hoga

raat tham jayegi bat ban jayegi

or ham kya bataye ki kya hoga aji kya hoga 

abhi aaye nhi dil dhadakne laga

mujhe agdhai rah rah ke aaye

sise jesa badan tuta jaye

pas aaye nhi dil machalne laga

pas aaye sajanva to kya hoga

aji kya hoga 

phool khil jayege neyan mil jayege

or ham kya bataye ki kya hoga

aji kya hoga 

abhi aaye nhi dil dhadakne laga

jab aaye sajanva to kya hoga

abhi aaye nhi dil dhadakne laga

dil dhadakne laga dil dhadakne laga

Explore this song