Roman script

abb ke sawan aise barse 

beh jaye rang meri chunar se

bhige tan man jiyara tarse 

jam ke barse jara

rut sawan ki ghata sawan ki

ghata sawan ki aise jamke barse

abb ke sawan aise barse

beh jaye rang meree chunar se

bhige tan man jiya na tarse

jam ke barse jara

ghdee barkha ki ladee bundo ki

ladee bundo ki tut ke yu barase

rut sawan ki ghata sawan ki

ghata sawan ki aise jamke barse

pehle pyar ki pehalee barkha 

kaisee aas jagaye

baarish pine do mujhko 

mann hara ho jaye

pyasee dharatee pyase arman 

pyasa hai aasman

bhigne do har galee ko bhigne do jahan

abb ke sawan aise barse

beh jaye rang meree chunar se

bhige tan mann jiya na tarse 

jam ke barse jara

rut sawan ki ghata sawan ki

ghata sawan ki aise jamke barse

laj badree ki bahar  ke motee ban jhad jaye

bhig jaye sajna meraa laut ke ghar aaye

duriyo kaa nahi ye mausam aaj hai wo kaha

makhmali se ye phuhare ud rahee hai yaha

makhmali se ye phuhare ud rahee hai yaha

abb ke sawan aise barse 

beh jaye rang meree chunar se

bhige tan mann jiya naa tarse 

jam ke barse jara

rut sawan ki ghata sawan ki

ghata sawan ki aise jamke barse

jhadee barkha ki ladee bundo ki 

ladee bundo ki tut ke yu barse

rut sawan ki ghata sawan ki

ghata sawan ki  aise jamke barse

abb ke sawan aise barse 

beh jaye rang meree chunar se

bhige tan mann jiya naa tarse 

jam ke barse jara

rut sawan ki ghata sawan ki

ghata sawan ki aise jamke barse

jhadee barkha ki ladee bundo ki 

jhadee barkha kiladee bundo ki 

tut ke yu barse

ghadi barkhaa ki ladi bundo ki 

ladi bundo ki tut ke yu barse

Explore this song