Roman script

apne ghar mein ik naya mehman aanewala hai

bachcha hai bhagwan toh bhagwan aanewala hai

yaar main jhumu gauna

ab chacha main kehlayunga

yaar main jhumu gauna

ab chacha main kehlayunga

la la la ra la la la la la la la la la

tum dono yeh socho woh mehman kaisa hoga

mujhe pata hai wo bilkul mere jaisa hoga

tum dono yeh socho woh mehman kaisa hoga

mujhe pata hai wo bilkul mere jaisa hoga

naam bhi maine soch liya, raja use bulayunga

ab chacha main kehlayunga

apne ghar mein ik naya mehman aanewala hai

ungali pakadake meri jab wo chalega galiyon mein

ek hi phul dikhega baag ki lakhon kaliyon mein

ungali pakadake meri jab wo chalega galiyon mein

ek hi phul dikhega baag ki lakhon kaliyon mein

aakhir mera bhatija hai, hero use banayunga

abb chacha main kehlayunga

apane ghar mein ik naya mehman aanewala hai

bachcha hai bhagwan toh bhagwan aanewala hai

yaar main jhumu gayuna

ab chacha main kehlayunga

yaar main jhumu gayuna

ab chacha main kehlayunga

la la la ra la la la la la la la la la

Explore this song