Roman script

ankhein band karlu jo main

dekhu bas tumhe

kwaabon mein hi keh sakta hu

apna tumhe

rehne de mera ye vaham pe hi yakin na jaa abhi

pyaar ki ye raat hai, ab na jaa

chhoti si ek baat hai, ab na jaa

tumhi se hai meri nindein

na bhi ho to kya

tumhi se hai meri baatein

na bhi ho to kya

kehne de taaron ko

kahaani anakahi na jaa

pyaar ki ye raat hai, ab na jaa

chhoti si ek baat hai, ab na jaa

pal do pal ka saath hai, ab na jaa

jaadu si ye raat hai, ab na jaa

ab na jaa

maathe pe pyaar ki bundein

bikhare se kayi sawaal

aankhon mein kitne mausam

pal mein bite kitane saal

behne de jahaan bhi le jaaye zindagi

na jaa abhi

pyaar ki ye raat hai, ab na jaa

chhoti si ek baat hai, ab na jaa

pal do pal ka saath hai, ab na jaa

jaadu si ye raat hai, ab na jaa

ab na jaa, ab na jaa, ab na jaa

ab na jaa, ab na jaa, ab na jaa

ab na jaa, ab na jaa, ab na

ab na jaa, ab na jaa, ab na jaa

ab na jaa, ab na jaa, ab na jaa

ab na jaa ab na jaa

Explore this song