Roman script

ab kis pate par hum aapko khat likhe 
ab kis pate par hum aapko khat likhe 
pata aap apna hame bata kar nahi gaye
pata aap apna hame bata kar nahi gaye
ab kis pate par hum aapko khat likhe 
punchhane par kah denge safar hi hamari manjil hai
apni yaade dekar hame aap tanha chhod gaye
pata aap apna hame bata kar nahi gaye
pata aap apna hame bata kar nahi gaye
ab kis pate par hum aapko khat likhe 
intjar hame koi itna to na karaye 
hawa ke jhoke se kahi gul hi na bikhar jaye
pata aap apna hame bata kar nahi gaye
pata aap apna hame bata kar nahi gaye
ab kis pate par hum aapko khat likhe 
ab kis pate par hum aapko khat likhe 
pata aap apna hame bata kar nahi gaye
pata aap apna hame bata kar nahi gaye
ab kis pate par hum aapko khat likhe 
aapko khat likhe aapko khat likhe

Song details