Roman script

ho saiyaan re aaja re aaja re ho aaja re 

ho saiyaan re aaja re jhuthi muthi hain saiyaan ki boli 

ki jhuthi muthi hain waade ho saiyaan se naina ladake haari 

mai kaa karu daiya re ho aai naa bedardi 

mori ratiya suin kar di ho aai naa bedardi 

mori ratiya suin kar di har yaad wi jab jab aaye 

ki aansu bahaye ye naina kajraara re 

ho saiyaan re aaja re aaja re ho saiyaan re aaja ra 

koi jaake kah de pardeshi more saiyaan se 

laut ke wo aa jaye sharo ki bhul bhulaiya se 

ho koi jaake kah de pardeshi more saiyaan se 

laut ke wo aa jaye sharo ki bhul bhulaiya se 

sautan ke sang baho me prem ka jhula jhule 

ha prem ka jhula jhule bhul gaya wo sajni ko 

lekin ham na bhule naa koi sang na saheli 

hay biraha me akeli na chitthi na khabariya re 

ho saiyaan re aaja re ho aaja re haa aaja re

Explore this song