Roman script

pichhle baras ye darr tha

pichhle baras ye darr tha

kahi tu juda na ho

pichhle baras ye darr tha 

kahi tu juda na ho

abke baras duaa hai 

tera saamna na ho, saamna na ho

gujre jidhar se tu

gujre jidhar se tu 

wo mera raasta na ho

gujre jidhar se tu 

wo mera raasta na ho

abke baras duaa hai 

tera saamna na ho, saamna na ho

abke baras duaa hai 

tera saamna na ho, saamna na ho

accha meri wafao ka tune sila diya

ye kya kiya ke khak me mujhko mila diya

o accha meri wafao ka tune sila diya

ye kya kiya ke khak me mujhko mila diya

surma samajh ke gair ko aankho me di jagah

aansu samajh ke mujhko najar se gira diya

mehbub yu kisi ka

o mehbub yu kisi ka koyi bewafa na ho

mehbub yu kisi ka koyi bewafa na ho

abke baras duaa hai 

tera saamna na ho, saamna na ho

abke baras duaa hai 

tera saamna na ho, saamna na ho

tere sitam ki daasta kisko sunau main

tune diye jo zakhm wo kisko dikhau main

tere sitam ki daasta kisko sunau main

tune diye jo zakhm wo kisko dikhau main

ab aise mod par hai meri zindagi jahan

ye bhi bahut hai tujhko agar bhul jaau main

jo mujhse huyi aisi

ha jo mujhse huyi aisi kisi se khata na ho

jo mujhse huyi aisi kisi se khata na ho

abke baras duaa hai 

tera saamna na ho, saamna na ho

abke baras duaa hai 

tera saamna na ho, saamna na ho

sirat nahi hai jisme wo surat fijul hai

khushbu agar na ho to wo kagaj ka phul hai

sirat nahi hai jisme wo surat fijul hai

khushbu agar na ho to wo kagaj ka phul hai

ye dil kabhi na dhadkega ab tere naam se

tera vusul hai to mera bhi vusul hai

is zindagi me tujhse

ha is zindagi me tujhse kabhi vaasta na ho

is zindagi me tujhse kabhi vaasta na ho

abke baras duaa hai 

tera saamna na ho, saamna na ho

pichhle baras ye darr tha

pichhle baras ye darr tha

kahi tu juda na ho

pichhle baras ye darr tha 

kahi tu juda na ho

abke baras duaa hai 

tera saamna na ho, saamna na ho

gujre jidhar se tu

o gujre jidhar se tu 

wo mera raasta na ho

gujre jidhar se tu 

wo mera raasta na ho

abke baras duaa hai 

tera saamna na ho, saamna na ho

abke baras duaa hai 

tera saamna na ho, saamna na ho

Explore this song