Roman script

ab kaun sunega

ab kaun sunega, mere man ki baat

ab kaun sunega, mere man ki baat

jiske chute sakhi sahare

jiske chute sakhi sahare

uska kaho dhaar

ab kaun sunega, mere man ki baat

ab kaun sunega

jo karte the kabhi ishare

jo karte the kabhi ishare

dub gaye re chand sitare

dub gaye, dub gaye

dub gaye re chand sitare

raah dikhane aayi mujhko

raah dikhane aayi mujhko, tufano ki raat

ab kaun sunega, mere man ki baat

ab kaun sunega

jyot deeye ki jab bujh jaye

jyot deeye ki jab bujh jaye

aansu kya usko suljhaye

aansu kya, aansu kya

aansu kya usko suljhaye

bhar bhar aati ankhiya, ankhiya

bhar bhar aati ankhiya 

man sukha sukha jaaye 

ab kaun sunega, mere man ki baat

ab kaun sunega, mere man ki baat

ab kaun sunega

Explore this song