Roman script

ab gham ko bana lenge jine ka sahara

ab gham ko bana lenge jine ka sahara

dil tut gaya chhut gaya, sath humara

ab gham ko bana lenge jine ka sahara

ab gham ko bana lenge

hum dur chale jayenge duniya se tumhari

hum dur chale jayenge duniya se tumhari

rokega na ab koi bhi ye kasti humari

chalti huyi laharo ko banaya hai kira

ab gham ko bana lenge

ummid rahegi na tab armaan rahenge

ummid rahegi na tab armaan rahenge

sapne bhi na aakr kabhi manmaan rahenge

bhule hai naa bhulenge magar naam tumhara

ab gham ko bana lenge jine ka sahara

dil tut gaya chhut gaya sath humara

ab gham ko bana lenge

Explore this song