Roman script

aayi aayi aayi bhoot police go

ho naino se naino ki ladai hai

ladne do ismein kya burai hai

naino se naino ki ladai hai

ladne do ismein kya burai hai

sab kuch main haara

nashe ne maara

aankhon mein teri jo main

dooba dooba dooba dooba

ishq-e-tabahi tauba

hoo ishq-e-tabahi tauba

jaan pe ban aayi tauba

lut gaye re lut gaye

tere pyar mein

ho ishq-e-tabahi tauba

na hai rihai tauba

lut gaye re lut gaye

tere pyar mein

ho ishq-e-tabahi tauba

ishq mera jaanlewa

dil nahi jaan lega

is mohabbat mein toh

maza bhi hai saza bhi hai

nazar meri ore karle

baat pe gaur karle

meri chahat mein toh

wafa bhi hai daga bhi hai

main kurbaan tujhpe

yaqeen kar mujhpe

ishq mein tere is kadar main

dooba dooba dooba

ishq-e-tabahi tauba

ho dil mera jaanta hai

baat yeh maanta hai

ishq ki galiyon mein

nafa bhi hai nuksan bhi hai

ismein azadiyan bhi

hai giraftariyan bhi

ishq mushkil hai lekin

yeh bada asaan bhi hai

toofan mein na ja

sahil pe aaja

khamkha ishq ki gehrai mein

kyu dooba dooba

ishq-e-tabahi tauba

haan ishq-e-tabahi tauba

jaan pe ban aayi tauba

lut gaye re lut gaye

tere pyar mein

ho ishq-e-tabahi tauba 

aayi aayi aayi bhoot police go!

Explore this song