Roman script
aaye jis ghar me beti ban ke parayi aaye ho haye o ye raat hai kya kahin janme kisi ghar jaye ho galiya chhod chali chhod chali jaha manayi rang raliya ho haye o ye reet hai kya kahin janme kisi ghar jaye ho naina umad pade umad pade kaahe maiya kare hai baina ho haye o ye reet hai kya kahin janme kisi ghar jaye ho pyar babul ka babul ke huye sune mehal minare ho haye o ye reet hai kya kahin janme kisi ghar jaye ho pala laado se diya kaahe desh nikala ho desh nikala ho desh nikala ho
Song details
- Singer: Jagjit Kaur
- Film / album: Tere Shahar Mein (1986)
- Composer: Khayyam
- Lyricist: Naqsh Lyallpuri