Roman script

hey, aaya, aaya dekho aaya maseeha

sabke dil pe chaaya hai

dharti aambar sara shamandar

dikhta uska shaaya hai

fankaar hai woh

damdaar hai woh

are choo kar na dekho aangaar hai woh

kahta hai har koi saare jamaane pe thackeray

aaya re, aaya re, aaya re sabka baap re

are kahte hai, kahte hai, kahte hai usko thackeray

aaya re, aaya re, aaya re sabka baap re

are kahte hai, kahte hai, kahte hai usko thackeray

hey, dar par jo uske aaye sawali

khaali kabhi woh na jaata

jo bhi kahta hai karke dikhaata

wada woh hardam nibhaata

hey, hathon mein kanthi maala hai uske

andaaz uske niraala

surat na dekhe, dekhe jarurat

sabka hai woh rakhwaala

dildaar hai woh

are lalkaar hai woh

sabke dilon ka sardaar hai woh

kahta hai har koi karne na dega wo paap re

aaya re, aaya re, aaya re sabka baap re

kahte hai, kahte hai, kahte hai usko thackeray

aaya re, aaya re, aaya re sabka baap re

kahte hai, kahte hai, kahte hai usko thackeray

aaya re, aaya re, aaya re sabka baap re

kahte hai, kahte hai, kahte hai usko thackeray

Explore this song