Roman script

aaya shabaab aaya khaana kharaab aaya 

aaya shabaab aaya khaana kharaab aaya

aayina maine dekha chikana hijaab aaya aayina maine dekha

aaya shabaab aaya khaana kharaab aaya

tu hi bataade ai dil deewaane kaun hai woh 

tu hi bataade ai dil deewaane kaun hai woh 

milta hai roj mujhse na jaane kaun hai 

woh jab nind mujhko aaye

jab nind mujhko aaye bankar woh khwaab aaya

aaya shabaab aaya khaana kharaab aaya

paayal ka koi ghungharoo chhan se chhanak gaya 

toh paayal ka koi ghungharoochhan se chhanak gaya toh 

kya ho gaya jara sa aanchal sarak gaya 

toh itni si baat par kyun itna hijaab aaya

aaya shabaab aaya khaana kharaab aaya aayina 

maine dekha chikana hijaab aaya

aaya shabaab aaya khaana kharaab aaya 

aaya shabaab aaya khaana kharaab aaya

Explore this song