Roman script

main rab se duaa maangu

ke mera bichhda yaar mila de

beet gaye din, saal, mahine

kabhi uski khair suna de

kabhi uski khair suna de

aaya na harjai, aaya na mera maahi

aaya na harjai, aaya na mera maahi

sham savere raah taku main

sham savere raah taku main

kaise sahu judai

aaya na harjai, aaya na mera maahi

aaya na harjai, aaya na mera maahi

tere milan ki aas lagi hai

tere milan ki pyas lagi hai

tere milan ki aas lagi hai

tere milan ki pyas lagi hai

chhod ke aaja, tod ke aaja

chhod ke aaja, tod ke aaja

dushman bani khudai

aaya na harjai, aaya na mera maahi

aaya na harjai, aaya na mera maahi

ye man mohe preet ka mohi

preet ki reet na jane koi

ye man mohe preet ka mohi

preet ki reet na jane koi

badi kathin hai raah e mohabbat

badi kathin hai raah e mohabbat

kaisi ye ruswai

aaya na harjai, aaya na mera maahi

aaya na harjai, aaya na mera maahi

Explore this song