Roman script

dheema dheema hai yahan dhuaan

jindagi ki jal rahi shama

dheema dheema hai yahan dhuaan

jindagi ki jal rahi shama

tu mujhko ye bata de humsafar

main jindgi ko dhundu ab kahan

main jindgi ko dhundu ab kahan

dheema dheema hai yahan dhuaan

tanhaaiyon ki shaam hai magar

wo kah rahi hai sath mere chal

tanhaaiyon ki shaam hai magar

wo kah rahi hai sath mere chal

tu mujhko ye bata de rahgujar

main sath tere jaaun ab kahan

main jindgi ko dhundu ab kahan

dheema dheema hai yahan dhuaan

hai manjilo pe dard ki shahar

hai saamne savero ka nagar

hai manjilo pe dard ki shahar

hai saamne savero ka nagar

tu mujhko ye bata de humsafar

kaise manjilo ke dhundu main nisha

main jindgi ko dhundu ab kahan

dheema dheema hai yahan dhuaan

jindagi ki jal rahi shama

tu mujhko ye bata de humsafar

main jindgi ko dhundu ab kahan

main jindgi ko dhundu ab kahan

dheema dheema hai yahan dhuaan

Explore this song