Roman script

yaad piya ki aaye

yaad piya ki aaye

ye dukh saho na jaye, haye ram

yaad piya ki aaye

yaad piya ki aaye

bairi koyaliya kuk sunaye

bairi koyaliya kuk sunaye

bairi koyaliya kuk sunaye

mujh birhan ko aur sataye

ik pal chain na aaye, haye ram

yaad piya ki aaye

yaad piya ki aaye

ye dukh saho na jaye, haye ram

yaad piya ki aaye

yaad piya ki aaye

kaaga sab tan khaaiyo

chun chun khaiyo maas

kaaga sab tan khaaiyo

chun chun khaiyo maas

do naina mat khaaiyo

inhe piya milan ki aas

yaad piya ki aaye

yaad piya ki aaye

ye dukh saho na jaye, haye ram

yaad piya ki aaye

yaad piya ki aaye

lakdi jal koyla bhayi

koyla jal bhayo raakh

lakdi jal koyla bhayi

koyla jal bhayo raakh

main birhan aisi jali

koyla bhayi na raakh

yaad piya ki aaye

yaad piya ki aaye

ye dukh saho na jaye, haye ram

yaad piya ki aaye

yaad piya ki aaye

Explore this song