Roman script

aawaz de gayi hai zindagi 
aawaz de gayi hai zindagi 
aur bujha chirag jala gayi 
aur bujha chirag jala gayi 
aawaz de gayi hai zindagi 
paaye na paaye mahobbat sila 
paaye na paaye mahobbat sila 
mujhay to nahi hai kisi se gila 
junun par hakikat junun par hakikat 
kath paa gayi 
aawaz de gayi hai zindagi 
aankho ne dil se kahi dastaan 
aankho ne dil se kahi dastaan 
zamaane ye dekhi ye kaisi fija 
isharo se har baat 
isharo se har baat tadpa gayi
aawaz de gayi hai zindagi 
aawaz de gayi hai zindagi

Song details

Song video

Watch on YouTube