Roman script

aati rahengi bahaare, jaati rahengi bahaare

dil ki najar se duniya ko dekho

duniya sada hi hasin hai 

aati rahengi bahaare, jaati rahengi bahaare

maine to bas yahi mangi hai duaaye

phulo ki tarah ham sada muskuraye 

maine to bas yahi mangi hai duaaye

phulo ki tarah ham sada muskuraye 

gaate rahe ham khushiyo ke geet

yu hi jaye beet jindagi ho 

aati rahengi bahaare, jaati rahengi bahaare

Explore this song