Roman script

aate jaate pahlu me aaya koyi

aate jaate pahlu me aaya koyi, mere dil batla na chhupa

aaj se mai tujhe dil kahu yaa dilruba

aate jaate pahlu me aaya koyi, mere dil batla na chhupa

aaj se mai tujhe dil kahu yaa dilruba

aate jaate pahlu me aaya koyi

teri sunu aur sunati rahu, mai apni tadap chhupa lu

phir bhi kaha tak sabr karu, mai khud ko kitna sambaalu

aate jaate

aate jaate pahlu me aaya koyi, mere dil batla na chhupa

aaj se mai tujhe dil kahu yaa dilruba

aate jaate pahlu me aaya koyi

mast najar tune yeh kya kiya, liya yeh kaun sa badla

hai yeh shara-be-najar ka asar, ki mujhe dil bhi na sambhala

aate jaate

aate jaate pahlu me aaya koyi, mere dil batla na chhupa

aaj se mai tujhe dil kahu yaa dilruba

aate jaate pahlu me aaya koyi

tera tasavvur tera hi gham, labo pe abb tera tarana

nind se bhi abb kahti hu mai, tu unko kvaab me laana

aate jaate

aate jaate pahlu me aaya koyi, mere dil batla na chhupa

aaj se mai tujhe dil kahu yaa dilruba

aate jaate pahlu me aaya koyi, mere dil batla na chhupa

aaj se mai tujhe dil kahu yaa dilruba

aate jaate pahlu me aaya koyi

Explore this song