Roman script

aasma wale bata de 

aasma wale bata de ki hai maine kya khata

jiske badle teri duniya de rahi hai ye saja

aasma wale bata

lut gayi hai wo bahare lut gayi hai

lut gayi hai wo bahare wo khushi ke din gaye

ab jiyenge kya ke jine ke sahare chhin gaye

char din ka ye tarana kis kadar mahanga pada

aasma wale bata

rah mushki hai wafa ki rah me

rah mushkil hai wafa ki or manjil dur hai

main bhi hu majbur mera pyar bhi majbur hai

khatam hoga jane kab tak do dilo ka fasla

aasma wale bata de ki hai maine kya khata

jiske badle teri dunia de rahi hai ye saja

aasma wale bata

Explore this song