Roman script

om namh shivaay

om namh shivaay

aao mil ke puje shankar ko

bam bhole shankar ko

pal me pahaad banaye

pal me pahaad banaye nanhe kankar ko

om jay shiv omkara

hari shiv omkara

aao mil ke puje shankar ko

bam bhole shankar ko

pal me pahaad banaye

pal me pahaad banaye nanhe kankar ko

om jay shiv omkara

hari shiv omkara

bhakti bhaav dikha ke manvaanchhit paaye

phal manvaanchhit paaye

jal se snaan kara ke

jal se snaan kara ke

inke gun gaaye

om jay shiv omkara

hari shiv omkara

shiv ka rup suhana sab ke man bhaya

laal gulaal chadha ke sabne sukh paya

jay shiv omkara

devo me mahadev ye hai bhola-bhala

gajnand pahnaaye pusho ki maala

jay shiv omkara

sacche man se puj ke sachha sukh paaya

nav ne veday chadhaya

nav ne veday chadhaya

shiv ke man bhaya

om jay shiv omkara

hari shiv omkara

ghanti bajaye, jhume man me harshaaye

vighn mite sab unke, vighn mite sab unke 

aarti jo gaaye

om jay shiv omkara

hari shiv omkara

aao mil ke puje shankar ko

bam bhole shankar ko

pal me pahaad banaye

pal me pahaad banaye nanhe kankar ko

om jay shiv omkara

aao mil ke puje shankar ko

bam bhole shankar ko

pal me pahaad banaye

pal me pahaad banaye nanhe kankar ko

om jay shiv omkara

hari shiv omkara

Explore this song