Roman script

aao hilmil ke naacho re naacho re naacho re 

gaao re sabhi

aaj kitni ragili hai sham

raaj sabke dilo pe karega ye munna

humne rakha hai naam iska ram

ho ho ho hoye hoye hoye

aaya apni nagariya me chhaliya anokha

hoga nis din ye basti me shor

aaya apni nagariya me chhaliya anokha

hoga nis din ye basti me shor

o kahin lattu naachenge kahin firki phiregi

kahin hogi patang kahin dor

aaya apni nagariya me chhaliya anokha

hoga nis din ye basti me shor

khub khile padhe koi afsar bane

bas yahi hai mere dil ki aas

apni mata ke aanchal ke saye tale

ek pal bhi na ho ye udas

banke suraj humesha chamakta rahe

banke suraj humesha chamakta rahe

aur ujala kare charo aur

hoye hoye hoye 

aaya apni nagariya me chhaliya anokha

hoga nis din ye basti me shor

yaad rakhna mere yaar mujhme jo hai

hoga isme ye hi sab kamaal

baap na naam roshan karega yahi

hogi iski bhi mastana chaal

paanv chumegi duniya ki har ek khushi

paanv chumegi duniya ki har ek khushi

kan na hoga mukaddar ka jor

aaya apni nagariya me chhaliya anokha

hoga nis din ye basti me shor

aaya apni nagariya me chhaliya anokha

hoga nis din ye basti me shor

hoye hoye hoye

Explore this song