Roman script

Aao chle ham khi ek aesi jagah 

Jhaa ham tum ho aur na koi

Aao chle ham khi ek aesi jagah

Jhaa ham tum ho aur na koi

ho chha raha hai asar,chha raha hai nasha

aa raha hai hame bekhudi kaa maja

uph yeh madhoshiya uph yeh aawaaragi

badhati hi jaa rahi hain yeh divaanagi

mastiya pyaar ki,mastiya pyaar ki

hain yeh kitani hasin, kitani hasin

aao chale ham kahi ek aisi jagah

jaha ham tum ho aur naa koyi

aao chale ham kahi ek aisi jagah

jaha ham tum ho aur naa koyi

ho dil me chalata hain jo usaki aahat suno

iss hawa ki jara sarsaraahat suno

jehan se soch tak, jism ke noch tak

dil ki har raah me, saans me aah me

chal rahe ho tumhi,chal rahe ho tumhi

bas tumhi bas tumhi ha bas tumhi

aao chale ham kahi ek aisi jagah

jaha ham tum ho aur naa koyi

Explore this song