Roman script

hey maa kya hai 

aa aa tumhe batau ke maa kya hai

maa ek jyoti jivan me

baki sab andhiyara hai

maa ek jyoti jivan me

baki sab andhiyara hai

sachi uske duniya me 

bhagwan ne pyar uthara hai

maa ka duja naam hai pyar

mere sathi mere yaar

aa aa tumhe batau ke maa kya hai

jinko maa chhu leti hai kante vo khil jate hai

mahake mahake aanchal me sare sukh mil jate hai

maa ki godi ek sansar mere sathi mere yaar

aa aa tumhe batau ke maa kya hai

bukha hai tokar kha pyasa hai to aanshu pee

duniya tumse kehti hai jina hai to aise ji

maa bin jina hai bekar mere sathi mere yaar

aa aa tumhe batau ke maa kya hai

aa aa tumhe batau ke maa kya hai

Explore this song