Roman script

aansu samajh ke kyu mujhe aankh se tumne gira diya

moti kisi ke pyar ka mitti me kyu mila diya

aansu samajh ke kyu mujhe 

jo na chaman me khil saka main wo garib phul hu

jo kuch bhi hu bahar ki chhoti si ek bhul hu

jisne khila ke khud mujhe khud hi mujhe bhula diya

aansu samajh ke kyu mujhe aankh se tumne gira diya

aansu samajh ke kyu mujhe 

meri khata maf main bhule se aa gya yaha 

warna mujhe bhi hai khabar mera nahi hai ye jahan

dur chala tha nind me achha kiya jaga diya

aansu samajh ke kyu mujhe aankh se tumne gira diya

moti kisi ke pyar ka mitti me kyu mila diya

aansu samajh ke kyu mujhe

Explore this song