Roman script

aansu bahao tum udhar hum is taraf aahe bhare

majbur tum lachar hum tum kya karo hum kya kare

hum kis kadar majbur hai najdik hokar dur hai

takdir ne dhaya sitam tum kya karo hum kya kare

jis dil ko dekha chur hai yaha ka yahi dastur hai

khushiyo ke pehlu me hai gam tum kya karo hum kya kare

khune jigar pina pada bejaan se jina pada

ab hai malal bas ka karam tum kya karo hum kya kare

ab hai malal bas ka karam tum kya karo hum kya kare

majbur tum lachar hum tum kya karo hum kya kare

majbur tum lachar hum tum kya karo hum kya kare

aansu bahao tum udhar hum is taraf aahe bhare

Explore this song