Roman script

aansu abb tum kabhi naa bahna

aansu abb tum kabhi naa bahna

apna dard kisi se naa kahana

apna dard kisi se naa kahana

aansu abb tum kabhi naa bahna

dil kaa lahu jab aankho me aaye

aansu bankar dhalka jaye

log lahu ko pani samajhe

log lahu ko pani samajhe

tum palako me chhupke rahana

aansu abb tum kabhi naa bahna

apna dard kisi se naa kahana

aansu abb tum kabhi naa bahna

prit ke sapne, sapna ho gaye

maut ki nind me araman so gaye

angaro ki mala pahanu

lut gaya sukh suhag kaa gahna

aansu abb tum kabhi naa bahna

apna dard kisi se naa kahana

aansu abb tum kabhi naa bahna

Explore this song