Roman script

aankh padti hai kahi 

panw kahi padta hai 

sabki hai tumko khabar

apni khabar kuch bhi nahi 

sabki hai tumko khabar

apni khabar kuch bhi nahi 

sama hai gul bhi hai 

bulbul bhi hai parwana bhi hai 

raat ki raat ye sab kuch hai 

shahar kuch bhi nahi 

raat ki raat ye sab kuch hai 

asur ki dhum hai 

sab kahte hain yu hai yu hai 

itna hai ek teri thokar ka 

magar kuch bhi nahi 

nesti ki hai mujhe 

puchhe hasti ki talash 

sair karta hu udhar ki 

ki jidhar kuch bhi nahi 

sair karta hu udhar ki 

ek aansu bhi asar jab na kare 

trisna faydar hone se 

hai didetar kuc bh nahi 

faydar hone se 

hai didetar kuc bh nahi

aankh padti hai kahi

Explore this song