Roman script
aane vale ko aana hoga, jane vale ko jana hoga aane vale ko aana hoga, jane vale ko jana hoga o mili hai pyar ki manzil nayi safar ke liye tumhare ho gaye ham aaj umar bhar ke liye mili hai pyar ki manzil nayi safar ke liye tumhare ho gaye ham aaj umar bhar ke liye pyar karake nibhana hoga, pyar karake nibhana hoga aane vale ko aana hoga, jaane wale ko jana hoga o khushi ki mauj me ham aaj dube jate hai hamare hath se patvar chhute jate hai khushi ki mauj me ham aaj dube jate hai hamare hath se patvar chhute jate hai ishq me dub jana hogaa, ishq me dub jana hogaa aane vale ko aana hoga jane vale ko jana hoga o hamare pyar ke kisse sunaye jayenge ye git sare zamane me gaye jayenge hamare pyar ke kisse sunaye jayenge ye git sare zamane me gaye jayenge ham na honge fasana hoga, ham na honge fasana hoga aane vale ko aana hoga, jaane wale ko jana hoga
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Sohni Mahiwal (1958)
- Composer: Naushad
- Lyricist: Shakeel Badayuni
- Actor: Bharat Bhushan
- Actor: Nimmi
- Actor: Om Parkesh
- Actor: Mukri
- Actor: Chand Barque
- Actor: Burque Lotan
- Actor: Achla Sachdev
- Actor: Kumar
Song video
singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
actor: Bharat Bhushan, Nimmi