Roman script

aashiqo ki majburi duriya samjhati hai 

kaun yaad karta hai hichkiya samjhati hai 

jiske sapne mere apne shokh najar hai jiski 

shayad mujhko yaad kiya hai usne lekar siski 

yaaro aane lagi hai hichki 

haa haa yaaro aane lagi hai hichki 

jiske sapne mere apne shokh najar hai jiski 

shayad mujhko yaad kiya hai usne lekar siski 

yaaro aane lagi hai hichki 

haa haa yaaro aane lagi hai hichki 

aane lagi hai hichki 

hichki aane lagi aane lagi aane lagi 

yaaro aane lagi hai hichki 

haa haa yaaro aane lagi hai hichki 

kaise roku rok nahi main paau

aane ko to samne sab ke aau

kaise roku rok nahi main paau

aane ko to samne sab ke aau

bachapan ke yaaro se main sharmaau

raaj mera khul jaaye ghabraau

meri halat par hansti hai har ladki office ki 

shayad mujhko yaad kiya hai usne lekar siski 

yaaro aane lagi hai hichki 

haa haa yaaro aane lagi hai hichki 

aane lagi hai hichki 

hichki aane lagi aane lagi aane lagi 

yaaro aane lagi hai hichki 

haa haa yaaro aane lagi hai hichki 

sidhi sidhi meri dilbar jaani 

kya batlau main uski nadani 

sidhi sidhi meri dilbar jaani 

kya batlau main uski nadani 

yaad kiya karti hai wo deewani 

kairat meri ho gayi pani pani 

gharwale ye soch rahe hai pee hai maine whiskey

shayad mujhko yaad kiya hai usne lekar siski 

yaaro aane lagi hai hichki 

haa haa yaaro aane lagi hai hichki 

aane lagi hai hichki 

hichki aane lagi aane lagi aane lagi 

yaaro aane lagi hai hichki 

haa haa yaaro aane lagi hai hichki 

munh latkaye baitha main deewana 

apni parchhai se main begana 

munh latkaye baitha main deewana 

apni parchhai se main begana 

bhul gaya tha chahat ka najrana 

usne fir doharaya wo afsana 

tum hi sach sach bolo inme galti hai ye kiski 

shayad mujhko yaad kiya hai usne lekar siski 

yaaro aane lagi hai hichki 

haa haa yaaro aane lagi hai hichki 

jiske sapne mere apne shokh najar hai jiski 

shayad mujhko yaad kiya hai usne lekar siski 

yaaro aane lagi hai hichki 

haa haa yaaro aane lagi hai hichki 

aane lagi hai hichki 

hichki aane lagi aane lagi aane lagi 

yaaro aane lagi hai hichki 

haa haa yaaro aane lagi hai hichki

Explore this song