Roman script

aamne samne ek khwaish hain 

sheese ke tukde mein wo yaad shamil hain 

dil mein dard aankho mein aansu 

ye kaisi kahani kaisi mohabbat hain 

aamne samne parchhai hain 

aankhon ki palako mein ek ajeeb betabi hain 

bas ek jhalak sirf ek sanso ki 

ye kaisi kahani ye kaisi uljhan hain 

jis din se dekha to hain tumhe 

jana na tha ke tumhare liye 

main laya tha chand ka tukda nahi 

maut ka ek taufa laya tha main 

aamne samne maut hain 

samay ki is ghadi mein meri paa ki sanse hain 

jine ka ye nasha pyar ka ye karz

ye kaisi kahani ye kaisi tadpan hain 

jis din se dekha tumhe 

dil ne jana na tha ke tumhare liye

main laya tha chand ka tukda nahi 

maut ka ek taufa laya tha main 

aaj ka ye pal tumhare liye 

saza ke rakha tha 

kal ye hi pal chhin legi jindagi mujhse 

dil mein dard aankhon mein aansu 

ye kaisi khamoshi aamne samne 

jis din se dekha to hain tumhe 

jana na tha ke tumhare liye 

main laya tha chand ka tukda nahi 

maut ka ek taufa laya tha main 

jis din se dekha to hain tumhe 

jana na tha ke tumhare liye 

main laya tha chand ka tukda nahi 

maut ka ek taufa laya tha main

Explore this song