Roman script

ankhiya mila ke ankhiyo ki nind chura ke na ja

ankhiya mila ke ankhiyo ki nind chura ke na ja

ankhiya mila ke

pal bhar baithu to dil ka dard uthaye sajna

pal bhar baithu to dil ka dard uthaye sajna

uth kar jhanku to chanda hansi udaye sajna

meri aankho meri aankho me 

gam ke dip jal ke na ja ankhiya mila ke 

ankhiyo ki nind chura ke na ja ankhiya mila ke

phir gaya humpe kyo jiya tumhara bolo saiya

phir gaya humpe kyo jiya tumhara bolo saiya

dil me kya hai dil me kya hai

kuch bhed to dil ka kholo saiya

dil ki nagri dil ki nagri 

me zalim aag laga ke na ja

ankhiya mila ke ankhiyo 

ki nind chura ke na ja ankhiya mila ke

tare gin gin kar thak gaye nain hamare raja

tare gin gin kar thak gaye nain hamare raja

ab to kahti hai ankhiya bina bulaye aaja

bedardi o bedardi yu mithi halak dikha ke na ja

ankhiya mila ke ankhiyo ki nind chura ke na ja

ankhiya mila ke

Explore this song