Roman script

aaja, aaja, aaja, aaja

aaja sare bazar tera pyar bik raha hai

aaja sare bazar tera pyar bik raha hai

inkar bik raha hai, ikrar bik raha hai

aaja sare bazar tera pyar bik raha hai

inkar bik raha hai, ikrar bik raha hai

rasme wafa jaha me badnam ho rahi hain 

parda nashi hasina nilam ho rahi hain

nilam ho rahi hain

galiyon me aaj uska didar bik raha hai

aaja sare bazar tera pyar bik raha hai

inkar bik raha hai ikrar bik raha hai

duniya meri wafa ki keemat laga rahi hai 

meri jawa mohabbat aansu baha rahi hai

aansu baha rahi hai

ashqon se jo bana hai wo haar bik raha hai

aaja sare bazar tera pyar bik raha hai

inkar bik raha hai ikrar bik raha hai

aaja sare bazar tera pyar bik raha hai

ulfat me jisko dil ki har aaraju se seencha

furkat ko jisko humne apne lahu se seencha

apne lahu se seencha

abke bahar me wo guljar bik raha hai

aaja sare bazar tera pyar bik raha hai

inkar bik raha hai ikrar bik raha hai

aaja sare bazar tera pyar bik raha hai

aaja, aaja, aaja, aaja, aaja, aaja

Explore this song