Roman script

ha aaja aaja meri jaan rutho na humse ye sanam

tumhe hai meri kasam le ja ja meri ye duriyaan

aaja aaja meri jaan rutho na humse ye sanam

tumhe hai meri kasam le ja ja meri ye duriyaan

tumne kaha tha sat phere sath tere lelu abhi

ankho me mere aaj phir yu aa gaye kyun ansu abhi

bolo bolo zara tum hi bola ye tha ki nahi

tu he  jaha me wahi he kya ab tak yun he ye duriya

jagmaga raha ek aasman jhilmila raha rat ka sama

pyar se saja rat ka sama kehne laga

aaja aaja meri jaan rutho na humse ye sanam

tumhe hai meri kasam le ja ja meri ye duriyaan

tarsa ha koi ye suna tha magar hum sa tarsa nahi

naina churai phir hum na jana koi thikana gharsa nahi

mood ke mood ke baho me meri roka he baho ko teri

chalu me raho pe teri lagja sine se kaisi ye duriya

manzile kaha raste kaha kise he fiakr jayenge kaha

kise he pata le chale jaha dil he rava

aaja aaja meri jaan rutho na humse ye sanam

tumhe hai meri kasam le ja ja meri ye duriyaan

Explore this song