Roman script

aaja aaja nadiya kinare

taron ki chhaiya tohe kab se pukare

aaja aaja nadiya kinare

taron ki chhaiya tohe kab se pukare

aaja aaja nadiya kinare

taron ki chhaiya tohe kab se pukare

tere man ko man ka mit mila 

tere bhag se badh kar bhag nahi

tere man ko man ka mit mila 

tere bhag se badh kar bhag nahi

kal tak dar tha in aahon se 

kal tak dar tha in aahon se 

lag jae na jag me aag kahi

aaja aaja nadiya kinare

taron ki chhaiya tohe kab se pukare

aaja aaja nadiya kinare

taron ki chhaiya tohe kab se pukare

hans kar ye suhani raat kahe 

kal sham ke vaade pure kar

dil ne tere dukh dard sahe 

dil ne tere dukh dard sahe 

tu dil ke irade pure kar

aaja aaja nadiya kinare

taron ki chhaiya tohe kab se pukare

aaja aaja nadiya kinare

taron ki chhaiya tohe kab se pukare

Explore this song