Roman script

aaja aaja aa bhi ja aaja

aaja aaja aa bhi ja aaja

ae jane tamanna aa bhi ja

ae jane tamanna aa bhi ja

aa bhi ja, aa bhi ja 

ae jane tamanna aa bhi ja

ae jane tamanna aa bhi ja

aa pyar ki raahe pyasi hain 

kab se meri baahe pyasi hain 

pyasi hai nazar pyasa hai jigar 

pyasi hai nazar pyasa hai jigar 

ae husn ke dariya aa bhi ja 

aa bhi ja, aa bhi ja 

ae jane tamanna aa bhi ja

ae jane tamanna aa bhi ja

ye jaan teri ye dil bhi tera 

kuch bhi to nahi mujhme mera 

tu gaur nahi main gair nahi 

hum ek hain aaja aa bhi ja 

aa bhi ja, aa bhi ja 

ae jane tamanna aa bhi ja

ae jane tamanna aa bhi ja

tu kaabay dil hai mere liye 

betaab hain sajde tere liye 

ae jaane wafa imaan e wafa 

ae jaane wafa imaan e wafa 

kar lun tujhe sajda aa bhi ja 

aa bhi ja, aa bhi ja 

ae jane tamanna aa bhi ja

ae jane tamanna aa bhi ja

aa bhi ja, aa bhi ja

Explore this song