Roman script

aaj ye aachal muh kyu chhupaye aankh ka kajal kyu sharmaye

aakhir kya hai bat hasi kyu hotho tak aa kar ruk jaye

aaj ye aachal muh kyu chhupaye badli ada aaj hai har andaz naya

dil ki lagi chhup na saki raz ye aakhir khul hi gaya

rang badal kar kidhar chali ho badan samete se najar churaye

aaj ye aachal muh kyu chupaye aankh ka kajal kyu sharmaye

aakhir kya hai bat hasi kyu hotho tak aa kar ruk jaye

aaj ye aachal muh kyu chhupaye bahki 

ghata ye aalam ye madhoshi

chup na raho kuch to kaho tod bhi do ye khamoshi

ye mausam ye ghadi milan ki roz kaha jiwan me aaye

aaj ye aachal muh kyu chupaye aankh ka kajal kyu sharmaye

aakhir kya hai bat hasi kyu hotho tak aa kar ruk jaye

aaj ye aachal muh kyu chupaye dil ko mere mil hi gaya

sathi pyar ki raho ka sath kabhi chhute na in lahrati baho ka

ab na juda ho dil se teri balkhati julfo ke saye

aaj ye aachal muh kyu chhupaye aankh ka kajal kyu sharmaye

aakhir kya hai bat hasi kyu hotho tak aa kar ruk jaye

aaj ye aachal muh kyu chhupaye

Explore this song