Roman script

aaj radha ko shyam yaad aa gaya aaj radha ko shyam yaad aa gaya

dil ko koi kam yaad aa gaya dil ko koi kam yaad aa gaya

aaj radha ko shyam yaad aa gaya shyam ki diwani radha 

dekho kaise jhume radha o o shyam ki diwani radha 

dekho kaise jhume radha apni 

dhun me magan radha nache gaye

aaj radha ko shyam yaad aa gaya 

dil ko koi kam yaad aa gaya

aaj radha ko shyam yaad aa gaya shyam ki diwani radha 

dekho kaise jhume radha o o shyam ki diwani radha 

dekho kaise jhume radha apni 

dhun me magan radha nache gaye

aaj radha ko shyam yaad aa gaya

tujhe dekha nahi tujhe jana nahi phir bhi jane kyu tera intzar hai

tujhe dekha nahi tujhe jana nahi phir bhi jane kyu tera intzar hai

tu hai begana tu hai anjana tu hai begana tu hai anjana

phir bhi tere khayalo se pyar hai hotho pe tera naam aa gaya

aaj radha ko shyam yaad aa gaya 

aaj radha ko shyam yaad aa gaya

shyam ki diwani radha dekho kaise jhume radha

oo shyam ki diwani radha dekho kaise jhume radha

apni dhun me magan radha nache gaye 

aaj radha ko shyam yaad aa gaya

ab to aaja re shyam teri radha ke dham 

mere sapno ko aake saza de re shyam

aaja aaja re shyam teri radha ke dham 

mere sapno ko aake saza de re shyam

jine deti nahi birha ki agan jine deti nahi birha ki agan

leke pyar ka sawan tu aaja re shyam dekho pyar ka mosam aa gaya

aaj radha ko shyam yaad aa gaya aaj radha ko shyam yaad aa gaya

shyam ki diwani radha  dekho kaise jhume radha

shyam ki diwani radha dekho kaise jhume radha

apni dhun me magan radha nache gaye 

aaj radha ko shyam yaad aa gaya

dil ko koi kam yaad aa gaya aaj radha ko shyam yaad aa gaya

shyam ki diwani radha dekho kaise jhume radha

o o shyam ki diwani radha dekho kaise jhume radha

apni dhun me magan radha nache gaye 

aaj radha ko shyam yaad aa gaya

aaj radha ko shyam yaad aa gaya

Explore this song