Roman script

aaj pahli pahli baar 

aaj pahli pahli baar kiya hamne tumhe pyar

aaj pahli pahli baar kiya hamne tumhe pyar

zindagi bhar hamara khayal rakhna

zindagi bhar hamara khayal rakhna

aaj pahli pahli baar kiya hamne tumhe pyar

tumhe pyar ki kasam

tumhe pyar ki kasam ruke jab kahi kadam

badhke dena sahara khayal rakhna

aaj pahli pahli bar kiya hamne tumhe pyar

tumse ho tumse ye iltza hai meri 

dekho khafa na ho jana

dil ka ha dil ka karar banke rahna

dil se juda na ho jana

wada karo ab na kahi jaaoge

wada karo ab na kahi jaaoge

chhod  kar ha chhod  kar besahara khyal rakhna

aaj pahli pahli bar kiya hamne tumhe pyar

aaj pahli pahli bar kiya hamne tumhe pyar

chahe ho chahe jamana chute

par ye daman kabhi na chutega

tute ha tute har ek nata 

dil ka nata kabhi na tutega

tumhe chaha tumhe chahe jayenge

tumhe chaha tumhe chahe jayenge

ye karam hai ha karam hai tumhara khayal rakhna

aaj pahli pahli bar kiya hamne tumhe pyar

Explore this song