Roman script

aaj mori naiya kinare lagi

aaj mori naiya kinare lagi

aaj mori naiya kinare lagi

aaj mori naiya kinare lagi

aasha ki bel ri phule phale

phul bane man ki ek ek kali

phul bane man ki ek ek kali

mohe man me umange jagi

mohe man me tarange jagi

aaj mori naiya kinare lagi

aaj mori naiya kinare lagi

pure hue mere dil ke sapne

pure hue mere dil ke sapne

mere hi ho gaye meet apne

apne meet dil me preet jagi

ha sabke man me preet jagi

aaj mori naiya kinare lagi

aaj mori naiya kinare lagi

sukh ka savera hua

dur andhera hua hua dur andhera hua

puri hui mere jiwan ki aasha

puri hui mere jiwan ki aasha aasha 

aayi minnat nirasha bhari

aayi minnat nirasha bhari

aaj mori naiya kinare lagi

aaj mori naiya kinare lagi

Explore this song