Roman script

hey jag data bhagya vidhata

ye hi kya tera nyaay 

manushay balak bhukho tadpe

kaun mauj se khaye

he man chhod parayi aasha

kas ke baandh kamar badh aage

kas ke baandh kamar badh aage

kab tak apna dukh royega

kab tak aal samay soyega

kisaan kheti karke hi to

kisaan kheti karke hi to

parbhu se barsha maange

kas ke baandh kamar badh aage

kas ke baandh kamar badh aage

is duniya ka jhoota nata

koi kisi ke kaam na aata

apne bahubal par hi tu 

apne bahubal par hi tu 

kyo bikh kisi se maange

kas ke baandh kamar badh aage

kas ke baandh kamar badh aage

kamjori ka teri fayda

ye dhanwan uthate

teri aasha ke podhe ke 

phal ko ye le jaate 

apni mehnat ki majdoori 

apni mehnat ki majdoori 

tu mangta ban mange 

kas ke baandh kamar badh aage

kas ke baandh kamar badh aage

badh aage, badh aage

badh aage

Explore this song