Roman script

radhe shayam bol manwa radhe shyam bol

radhe shayam bol manwa radhe shyam bol

radhe shayam bol manwa radhe shyam bol

tere man ki aankh khol

tere man ki aankh khol

krishan krishan bol manwa radhe shyam bol

is vishv mein hai sacha ek nam shyam sundar

ise dhundhta kaha hai baitha hriday ke andar

tere kanth mein hai samndar tu dhundhna to chhod

radhe shayam bol manwa radhe shyam bol

tere man ki aankh khol

tere man ki aankh khol

krishan krishan bol manwa radhe shyam bol

ye sury chandar tare jal thal hai roop jiska

har sans mein hai samaya bahta sa roop uska

usko hi yad kar le avasar hai ye anmol

radhe shayam bol manwa radhe shyam bol

tere man ki aankh khol

tere man ki aankh khol

krishan krishan bol manwa radhe shyam bol

chahe jag kare hansai hansne mein

sab ki balayi

parbhu shyam sang rajna

tu prem ki sadai tan man ko luta kar

le le hari ko mol

radhe shayam bol manwa radhe shyam bol

tere man ki aankh khol

tere man ki aankh khol

krishan krishan bol manwa radhe shyam bol

Explore this song