Roman script

aaj mera man been bajaye 
aaj mera man been bajaye 
aaj mera man been bajaye 
madhur umango ke taro pe 
madhur umango ke taro pe 
sar gam ban lehraye 
sar gam ban lehraue 
aaj mera man been bajaye 
aaj mera man been bajaye 
mil to gaye naino se naina 
mil to gaye naino se naina 
kehna sake par jo tha kehna 
kehna sake par jo tha kehna 
prem again hrdy me rakh ke 
perm again hrdy me rakh ke 
kaise koi chupaye 
kaise koi chupaye bajaye 
aaj mera man been bajaye 
aaj mera man been bajaye 
kaisa tha unka muskana 
kaisa tha unka muskana 
hasna tha ya bijli girana 
hasna tha ya bijli girana 
mast ada aur wo bholapan
mast ada aur wo bholapan 
bhule nahi bhulaye 
bhule nahi bhulaye 
dil ki lagi ko wo hi jane 
dil ki lagi ko wo hi jane 
dil jo kisi se lagaye 
dil jo kisi se lagaye bajaye 
aaj mera man been bajaye 
aaj mera man been bajaye

Song details

Song video

Watch on YouTube