Roman script

aaj mane aaj mane na mora jiya thumak thumak naache

sawan ka mausam suhana ho sawan ka mausam suhana

dekho aaye dekho aaye umang bhare rang bhare baadal

laye khushi ka khazana ho sawan ka mausam suhana

unka ana hua gam ka jana hua

unka ana hua gam ka jana hua

kaise baandhe nazar

dil nishana hua dil nishana hua

aaj mane aaj mane na mora jiya thumak thumak naache

sawan ka mausam suhana ho sawan ka mausam suhana

dekho aaye dekho aaye umang bhare rang bhare baadal 

laye khushi ka khazana ho sawan ka mausam suhana

main yaha hu magar dil tere paas hai

ho dil tere paas hai ho dil tere paas hai

main yaha hu magar dil tere paas hai

tu ho chahe jaha tu mere paas hai

tu ho chahe jaha tu mere paas hai

aaj mane aaj mane na mora jiya thumak thumak naache 

sawan ka mausam suhana ho sawan ka mausam suhana

dekho aaye dekho aaye umang bhare rang bhare baadal

laye khushi ka khazana ho sawan ka mausam suhana

mere armaan ye ab nahi maante

mere armaan ye ab nahi maante

main hu unki magar

wo nahi jaante wo nahi jaante

aaj mane aaj mane na mora jiya thumak thumak naache 

sawan ka mausam suhana ho sawan ka mausam suhana

dekho aayee dekho aaye umang bhare rang bhare baadal

laye khushi ka khazana ho sawan ka mausam suhana

Explore this song